Hello Friends Welcome To Prohindiguide.com. To Dosto Kaise hain Aap ? I Hope Sab achhe se honge ! To Friends Kia aap bhi Mutual Fund me apna paisa Invest karna Chahte hain. But Mutual Fund Ke baare me koi Jaankari na hone ke Karan se aap Confuse hain. To Friends Don’T worry. Chinta karne ki koi Jarurat nahi hai. Aaj ke is Artical me hum Iss Topic par Baat karne baale hai. Iss Artical me aapko Detail me bataya gaya hai. Ki Mutual Fund Kia Hai ? Mutual Fund me Apne Paise ko kaise Invest karen ? in sab Question ke jabab aaj aapko Iss Artical me mil jayenge. To Chaliye Start karte hain.
To Friends Sabse pahle jaan lete hain. Ki Mutual Fund hai Kia ?
- Sirf 5 min Me kisi Bhi Phone Ka Pattern Lock Ya Pin Lock kaise Tode ?
- Android Phone Ko Root Kaise Karen ? Without Computer
What Is The Mutual Fund ?
Investors ke Dwaara Jama ki Gaye Paise ko Mutual Fund kahte hain. Investors Matlab Jaise ki Aap,Hum Company Employers. Businessman jaise log. Ab mai aapko Simple Language me batata huin. Jo Paisa hum aur aap Company Employers Businessman jaise log Collect karke Mutual Fund me Jama karte hain. Ab Mutual Fund baale Iss Paise ko Dubara Apne Hisab se Reinvest karta hain. Aur usse jab profit hota hai to ye Profit sab Investors ko baat diya jata hai. Yeh To maine aapko ye Bilkul Simple Langauge me bata diya. Aur jaan lete hain. Ki Mutual Fund kitne Prakar ke hote hain.
Types Of Mutual Fund
Mai Sirf aapko 3 Important Prakar ke baare me hi bataunga. Waise To kaafi saare Prakar hai. Lekin jo Jyada Important hai wo mai aapko batata huin.
1. Midcap & Smallcap Mutual Fund
Midcap & Smallcap Mutual Fund me Chote Chote Investors hote hain. Matlab Jiske pass kam paisa hota hai. Woh log Midcap & Smallcap Mutual Fund me Invest karte hai. Lekn isme Risk Bahot hota hai. Aur Risk Bahot hone ke sath sath Profit bhi jyada hota hai. Agar aapke pass Invest karne ke liye Jyad paisa nahi hai. ya aap jyada paisa Invest nahi kar chahte hain. To pass Midcap & Smallcap Mutual Fund me Invest kar sakte hain.
Debt fund me aisha hota hai ki Mutual Fund baale Investors ka Paisa Aishi Jagah Reinvest karte hain. Jagan par Par Trust kia ja sake. Matlab Without any Risk ke Trusted place par paisa Reinvest kia jaata hai. Yahan par aap bhi Kam Risk liye paise ko Invest kar sakte hain.
Mutual Fund Me Invest Kaise Karen ?
Agar aapko Mutual Fund ke baare Me Jyada Knowledge nahi hai. To mai aapko Yahi salah Dunga kisi bhi Scheme ko Select karne se pahle Apna Paisa Mutual Fund me Invest karne se Pahle. Mutual Fund ke kisi Expert se Iss Cheej ko Details me samjho. Aur uske baad Apne Paise ko Invest karo. Expert ke batane ke par hi aap koi Scheme Chune. Jaise Maine Neeche kuch Scheme ke baare me bataya hai.
- Axis mutual fund
- SBI Mutual Fund
- Kotak Mutual fund
- ICICI Mutual
- HDFC mutual funds
- L&T mutual fund
- Tata Mutual Fund
I Hope aapko Yeh Artical Pasabd aaya hoga. Agar Yes To aap Isse Social Media Par Jarur share karen. Aur agar aapko Iss Artical Se Reletive koi question hai to aap Comments Box me jarur karen.
Agar Aap Online Paise Kamana Chahte hain. To Aap yeh Padhe :
- Blogging Kia Hai ? Blogging Se Paise Kaise Kamaye ?
- Kam samaye me Blogging Me success hone ke Top 10 Tarike In Hindi
- WhatsApp Se Paise Kaise Kamaye ?
- Email Marketing Kia Hai ? Email Marketing Se Paise Kaise Kamaye ?
- Online Paise Kamane ke 5 Aashan Tarike In Hindi
Dhanyawad